Monday, September 10, 2012

BSSC is coming out with revised result of graduate level sachivalaya sahayak all pass student in the previous result will be incorporated


Patna, Sept, 10: Bihar Staff Selection Commission is ready with the revised result of graduate level sachivalaya sahayak PT examination on the basis of the revised model answer suggested by the expert committee.

Although matter is pending before Patna High Court but it is certain that court will direct the BSSC to release the result by protecting those candidates who was already declared as per its previous judgment given after the hearing of similar matter in 53rd 55th BPSC PT examination.

As per directive of Patna High Court BSSC has already reevaluated the answer sheet and prepared the merit list and one copy is submitted in the court to seek further directive.

459 comments:

«Oldest   ‹Older   201 – 400 of 459   Newer›   Newest»
Anonymous said...

ranjan ji aap shi kh rhe h.que repeat upsc me bi hota h.lekin vha koi problm nhi hoti h.aur jo que ssc ne galt kiya h vh pass ldke galat nhi kiye honge kyoki vh prep starting ke que h.aur mere anusar genrl me koi jyada change nhi hoga.
2.negative marking me passed student me kitne student ne vh que attempt kiye h.
3.reasioning ke 5 que jo galat h vh passd studnt ne attmpt kiya ho aisi probablity bhut km h.
rajeev ji aap shi bol rhe h.
kisi bhai ko bura lge to maf krna.

Anonymous said...

jai ho patna high court's judge.is u are providing right judgement ?
in advt. it was clearly mentioned that in main exam 5 times of seats.how can it be 10 times.i shall challenge it.
give revise result ,not extra result.

Anonymous said...

I agree with u Rajiv ... In recently concluded Assistant Provident Fund Comissioner 2012 exam many questions were taken from Civil Service Pre Exam 2012.. Should we file a case on upsc??
This happen only in Bihar and Jharkhand..
However it can not be denied that recent cases (due to wrong answer keys) have improved the working of both BPSC and BSSC. Now they are uploading answer sheets along with discrepancy form within a week od examination.

Anonymous said...

I agree with u Rajiv ... In recently concluded Assistant Provident Fund Comissioner 2012 exam many questions were taken from Civil Service Pre Exam 2012.. Should we file a case on upsc??
This happen only in Bihar and Jharkhand..
However it can not be denied that recent cases (due to wrong answer keys) have improved the working of both BPSC and BSSC. Now they are uploading answer sheets along with discrepancy form within a week od examination.

abhishek singh said...

ranjan kumar rajeev je case question ke repetation par nahi balki galat answer par hua hai. haan repeted question uska ek point jaroor hai. aap chinta na karen failed candidates bhi jald se jald exam process complete hote dekhna chahte hai kyonki aap hi ki tarah wo bhi struggle kar rahe hai. kripya doosron ki galtiyon ke karan sufer karne walon par sympathetically vichar karen kyonki ssc ki jo aadat hai usme kal aapko bhi ye pareshani ho sakti hai... thankx!

Kamal khan said...

Abhishek u r absolutly right...

Kamal khan said...

Abhi mujhe 337 number hain answer ko revised karne ke baad yah 375 ho jayega.... Aisa sirf mere saath nahi balki kai frends ke saath aisa hua hai..aise me bssc ke karyaparnali par agar koi awaz nahi uthai to phir ye nainsafi hogi...so aap sabhi frends serequest hai ki jo sach aur sahi hai uska saath den..

Anonymous said...

kya bssc 5500 result aur nikal rhi h?bhai kisi ne yh rumor suna h.plz btana jrur.792 ko bchane me 5500 aur pass ho rhe h

RANJAN KUMAR RAJEEV said...

mujhe kisi k heart karne ka erada nahi hai mai v student hu or aap log ki masik sthithi samajah sakta hu lekin g.s me jin question ko lekar dout hai mujhe nahi lagta jo log qualify kiye hai unka we sabhi question galat hoga or raha bat KAMAL KHAN sahab ka to mera erada unko hert nahi karna hai agar aapka number incrise kiya hai to student hone k nate aap ye v samajah le sab ka number incrise kiya hoga mera v number 426 tha lekin agar revised answer jo aap log bata rahe hai agar thik karta hu to mera number v increase kar k 456+ HO GAYE ga is tharah sab ka number increase karega or cutof v increase karega kahe ki 5 times hi result dena hai is KHAN SAHAB aap jaha hai wahi par rahege ye mera anuman hai raha sabal sath dene ka ye koiey poltical issue nahi hai jisme voting karna hai or sath dena hai kahe ki dission honerable judge sahab ko kana hai. LEKIN MAI AAP KO YE BATA DU KI RESULT ME 19-20 HO SAKTA HAI 19-10NAHI matlab thora pariwartan ho sakta hai pura nahi.

Anonymous said...

koi suchna bssc ki h?

Anonymous said...

koi suchna bssc ki h?

Anonymous said...

rajiv ji hum aap k sath hai aap bilkul hi sahi bol rahe hai sab ka number incsease karta hai. jisko bura lagta hai lage

Anonymous said...

clerck bhaiyo aaplog fudakna band karo. aaplogon ke sochne ya kahne se to kuch hona nahi hai hoga wahi jo high court ko sahi lagega! isliye bekar me fudakna chore kar apne apne kam yani baboogiri ke main ki taiyari me lag jaao.... tumhara hi ek shubhchintak.

Rajeev Ranjan said...

sach sach batana aaplogon me se kitno ne is question ko sahi kiya hai??

1 tenis player who also produced hollywood film.

2 sea breeza flow from sea to land.

3 clinker mixture added in cement manufacturing for.

mujhe pura yakeen hai is question ko 95 percent ladkon ne galat answer diya hoga aur 60-70 percent ladkon ka 1 and 3 ka galat answer dene ke baad bhi ssc ne use sahi mana hai.

4 father of Indian green revolution is M.S. swaminathan. is question me 50 percent ladkon ne Norman Bourlog ko mark kiya hai aur 30 percent ne Swaminathan ko. rest 20 percent ne attempt nahi liya hoga.

5 P,Q,R,S And D Ke sitting Arrangement wale reasoning me 25-30 percent ladkon ne attempt liya jisme se 20 percent ko ssc ke faultry answer ki wajah se 12 marks ka fayda hua hoga.

6 rest 2 reasoning ka question aisa hai jisko 5-10 percent ladkon ne banaya hoga jise ssc ne galat accept kiya hai.

7 kewal INDIA-CHINA boarder line (McMohan line) wala question hi almost sabhi ka sahi hua hoga jo ssc ne galat answer diya hai aur revise answer me lagbhag sabhi ko ye marks milega.

ab sabhi honestly bataye ki kya sabhi paas walon ke agar ye 10 question delete honge to cut off 20-25 marks kam nahi aayega?? gambhirta se sochiye phir blog par aaiye.

Anonymous said...

bhai mera score 348 hai. agar 10 question delete honge to mera total score 322 par atak jaayega.

Anonymous said...

ab to baaya pahle se safal chhatra bahoo tej ban rahe the yadi 5 times hi result diya jaye or wo vi revise karke to kitne tej banne waalo ki fat jaayegi. pahle desreve candidate jo tha uska kai bhaio ne majaak uraaya. ab to ye taya hai ki revise reult aayega hi vagwaan se manaao ki 5 times result na de nahi to kitne safal ki saanp sungh jaayegi kyonki bahoot asafal student ke mark 40- 50 ke bich badh jaayegi to socho pre me kitna faalto ke student hi nikal jaayenge .

Anonymous said...

agar 10 question delete hua aur result 5 times hi aayi to kai safal ladke asafal ho jaayenge aur ssc ko main exam lena muskil ho jayega. behtar hai ssc in becharon ko fail na karte hue kuch aur result de de warna inki mitti paleed ho jayegi...

Unknown said...

aap log bekar soch rahe ho jo karega wo respected hc hi karega lekin mai bata du ki cit off niche jarur hoga

Unknown said...

not cit it is cut

Anonymous said...

jharkhand sachivalaya ka cut off kya rahega''''''''''''''''

Anonymous said...

koi suchna batao

Ashima said...

Rahul je sorry for asking but aapke is information ka base kya hai ki cut off to neeche jaroor hoga? ye kitna kam ho sakta hai 10, 20 ya isse jyada? mujhe lagta hai ki aap hi sahi suchna de sakte hain aur de bhi rahe hain. isliye aapse puch rahi hoon.

anand said...

cut off kitna kam ho sakta hai Rahul je? kya ye 320 se neeche aa sakte hai? please batane ka kashta karen!aapke news hi is blog par sahi lag rahe hai.

Anonymous said...

Rahul ji aap se reqest hai yadi koi vi faisla kal ho to jaldi update kar dijiyega.

Anonymous said...

kl kya hoga court me??kya kl case final hoga?

Anonymous said...

DAILY LIST
Date: 11-10-2012
HIGH COURT OF JUDICATURE AT PATNA DAILY CAUSE LIST

8


Mr. Justice Prakash Chandra Verma



Sr. No. Case No. Party Petitioner Advocates Respondent Advocates
FOR ADMISSION I
4.
CWJC.10268/2012
SUBHASH PASWAN AND ORS Vs.BIHAR STAFF SELECTION COMMISSION AND ORS DINU KUMAR
ARVIND KUMAR SHARMA
SHIW KUMAR PRABHAKAR
SATYAM SHIVAM SUNDARAM

Anonymous said...

bhagvan aaj ssc ko sadbudhi de

Anonymous said...

aar ya paar...

Anonymous said...

Good Morning Rahul Ji.....
we expect a lot from you....

Anonymous said...

rahul sir please update about the case

Unknown said...

4 no pe hai 12 baje tak kuch hoga 12 baje mai update karta hu

Anonymous said...

aaj judge saheb ka kutta bimar hai isliye sunwayi nahi bhi ho sakti hai.

Anonymous said...

case ka heaaring kitne baje se hai.....please update....







Anonymous said...

Rahul ji please inform after court verdict

Unknown said...

aaj judge saab nahi hai kal hoga judgementy day

Anonymous said...

Kisi ne sach likha tha judge ka kutta bimar hai....kal unke yahan billi ko jukam ho jayega...parso unke chuhe ko bukhar hoga....phir machhar bimaar parega............aur hum intazaar karte rahenge

Anonymous said...

judge sahab aaj aram krenge kl vh case final kr denge

deepak said...

Mamle ki gambhirta ko dekhte huey Judge saheb ko jaldi se jaldi decision bata dena chaheay.

Students ke carear ka sawal hai bahut der hoo chuka hai.

Ab bardasht nahi hota hai....

koi Kitna intjar kare..

Anonymous said...

bhai,koi kya jane pir parayi jiske pair na fte bevai.......
so judge sahab ko ldko se kya mtlab unki life to mst h 4 mahine se koi dicision nhi de ska.

RANJAN KUMAR RAJEEV said...

rahul ji apna mobbile number to dijiey humlog aapka sukriya kana chahate hai

RANJAN KUMAR RAJEEV said...

mai aap sabhi dosto se apil karna chahata hu ki donot write anythink about honerable judge because it is a honerable post so donot do like this.

Anonymous said...

kya koiey janta hai ki enforcement-sub-inspector ka result kab tak aayega

Anonymous said...

bhai abhi bhi ssc se ummeed lagaye ho?? enforcement sub inspector ka result 2013 se pahle to aane se raha...

Anonymous said...

What will be tomorrow in court

civil services forum said...

aapne is blog par sukriya ada kar diya aur hamne accept kar liya. thanx!

Anonymous said...

Rahul singh sir after deleting 10 questions my score is 324 what is probality of my result ,i m waiting for your answer

bhushan gupta said...

Rahul je mera score 343 hai aur mujhe dar hai ki 10 question delete karne ke bad agar sirf 5 times result aata hai to main bahar bhi ho sakta hoon kyonki tab mera score 321 ho jayega. aapse request hai ki mere dilema ko door karen please! main bilkul last age me hoon aur iske baad main kisi exam me appear nahi ho paunga isliye meri pareshani door kejeye. aapko jab bhi fursat mile jawab jaroor dejeyega.

Anonymous said...

Rahul sir apne busy shedule se thoda samay nikalkar kuch hamlogon ka bhi kalyan kar dejeye aapka aabhari rahunga. bus itna bata dejeye ki 10 question delete hone ke kitne chances hai kyonki usi par humsabon ki ummeed tiki hui hai!

Anonymous said...

Bhushan ji, apne 10 delete hone wale questions me se kitne questions attempt kiye the usme apke kitne sahi hai aur kitne galat

bhushan gupta said...

maine 8 question attempt kiye the. isme se mere 6 sahi hain aur 2 galat. P Q R S T reasoning wale 3 question sahi hain ssc ke anusaar

Anonymous said...

Plz guys tel me about ten ques. Which deleted order by court

Anonymous said...

jisne bhi P Q R S T wale reasoning ke 3 question solve kiye hain unme se 50 percent ko 12 marks to mil hi gaya hai. isliye ye 12 marks to delete hone ke baad kam honge hi. ye to bhushan je ke case se bilkul clear hai. rest 7 question me bhi 2-3 question to galt honge hi isliye cut off 20-25 marks to kam hona hi hai. waise bhushan je ke case se itna to clear hai ki agar pass wale ko bachana hai to cut of 321 to lana hi hoga...

Anonymous said...

kya koie bata sakta hai ki 10 question kaun kaun hai jisko delete kiya gaya hai

Anonymous said...

kya koie bata sakta hai ki 10 question kaun kaun hai jisko delete kiya gaya hai

Anonymous said...

Bhusan ji app sure rahiye pass wale fail nahi hoge pahle bhi bpsc ne pass wale ko fail nahi kiya agar 10 question ko revised kar ke result nikala jaye to app ka score kitna hoga

RANJAN KUMAR RAJEEV said...

o mister bpsc or bssc ke result me antar hai isme sirf 5 times hi lena hai. ha jaisa ki mujhe malum hua hai ki seat v increase kiya hai or seat increase kar k approx 4500 ho gaya hai is liye umid ki ja sakti hai ki pass student safe hai or 5000 new student ko chance milega

bhushan gupta said...

agar 10 question ko revise kiya jayega to G.S. me mere 2 sahi aur 3 galat honge lekin 3 reasoning question( P Q R S T) ke bare me main kya kah sakta hoon ki wo galat honge ya sahi?

raj said...

Jo log 5 times ke result ke karan dar raheh hai unhe darne ki jarurat nahi hai.jpsc me bhi 10 times hi tha(advertisement me) but finaly 15 times result diya gaya.waise bhi pass student ko. Court bahar karne ka order nahi degi..bpsc ke matter me jo judge ne judgement diya use maine pura padha tha isliye mujhe nahi lagta ki court kisi pass student ko bahar hone dega

dinu said...

Are bhai JPSC se tulna na kare aise agar bihar me hua hota to kab ka exam cancel ho chuka hota.

Yahan to ajtak case ki sunwayi bhi nahi ho rahi hai ab bhi 10-12 case chal rahi hai....


1exam usi basis pe (teacher wala) notification violaton ke karan radd ho gaya aur dusre me interview honewala hai...

bhai ye jungle raaj hai yahan pee,

Anonymous said...

good news for all candidate aaj mai bssc office gaya tha to pata chala ki seat hi incrise kar diya aya hai seat increase kar k 5000se upar ho gaya hai is liye 9000 or naya result diya gayega ye RAHUL galat informetion de raha court me agli date 05-11-2012 diya gaya hai mai aaj high court gaya tha ye rahul sab ko mamu samjah liya hai kya are tum sahi ho to apna number kahe nahi de rahe sab dudh ka dudh or pani ka pani mai kar dunga kal koiey sunwaiey nahi hone wala hai is lisye tension nahi karne ko ja kar sab log tayari karo aapki tayari hi aapko kam dega so b careful like rahul and its friend

Anonymous said...

bhusan aur rahul bakchod hai.......

RANJAN KUMAR RAJEEV said...

how dare u kaun is tharah ki galat message de raha hai rahul ji k karan hi hum log ko thora bahut jankari mil pa rahi hai. rahul ji in log k tarafs mai sorry bolta hu aap apna kam jari rakhe jab kal sahi bat samne aayega to sach sab k samne hoga

RANJAN KUMAR RAJEEV said...

are tum log me etna hota to apna kahe nahi likha

RANJAN KUMAR RAJEEV said...

are tum log me etna hota to apna kahe nahi likha

r said...

rahul ji aap se naram niwedan hai ki aap apna kam jari rakhe or in pagalo ki bat par dhayan nahi de. AAP hum sabhi student ka khayal karte hue kal v aapna kam jari rakhe ge

Anonymous said...

Good Morning Rahul ji... Pls dont listen to few fools on the blog....
Is there any chance of case being heard today...

Arvind said...

aaj case ki koi hearing nahi hogi kyunki cause list me ye nahi hai. Shayad kisi ne thik hi likha hai ki case ki next hearing november me hogi. Bhai log aapko pata hona chahiye ki bharat me adalat se logo ko insaaf sahi samay par nahi milta hai aur milati hai sirf tarikh.. Tarikh.. pe tarikh..

Anonymous said...

shi kha arvind.............

Unknown said...

judge saab chhuti pe hai list avi bana nahi hai isliye koi date nahi hai seat increase ki bat ssc ki hai hc ki nahi agar meri info galat hai t use follow na kare aap log khud samajhdar hai mai chhoti bat pe dhyan nahi deta aise mera mob no 9431275103 hai

anand said...

Rahul je aapki baat par pura yakeen karta hoon. mujhe pata hai ki jab bhi koi hearing ki date hogi ya proceeding start hogi aap sabse pahle aur authentic news denge. aap in tuchcho aur rumour failane walon ki baaton par dhyan na den...

Anonymous said...

Bhushan ji kya app apna roll no. Aur d.o.b. Bata sakte hai

RANJAN KUMAR RAJEEV said...

thanks rahul ji jo apne apna number diya

Anonymous said...

Thanks Rahul ji.... ... .

it seems bssc asked for 2 days because of conspiracy between Verma and Bssc. It is order from govt to delay the selection till 2014..

Anonymous said...

What is correct answer for questions the letters A,B,C,D,E.FandG not necessarily in that order..

abhishek singh said...

no answer of above question is correct! in fact no answer can be infered with certainty!

Anonymous said...

Abhishek sir do this sequence e,f,d,b,c,a,g fullfill the all the given conditions

Anonymous said...

Kothari committee report of UPSC which has listed the following quality of interviewee:
Clarity of expression, Grasp of narrative and argument, Reasoning ability, Appreciation of different points of view, Awareness and concern for socio-economic problems, Range and depth of interests, Personal attributes relevant to interaction with people
Interview is an opportunity for you to present your personality consisting of your attitude, views and awareness level before the interview Board, so that the potential in” you” is appropriately judged by the members on the interview Board, who are learned people in their own fields of specialization.

Anonymous said...

bhai ab sachivalaya me kya ho rha h??kya hc me kl hearing hogi?

Anonymous said...

Sunwai 15 oct ko hai causelist me diya hai...

Anonymous said...

15 oct ko final hai

Anonymous said...

12th oct ko high court ne kya verdict diya?

Unknown said...

agli sunwai 15 ko hai 5we no pe 11:30 tk kuchh hoga

Anonymous said...

thx rahul ji,aap adv h aapko kya lgta h kya ho skta h

Unknown said...

BSSC HAS DECLEARED INFORCEMENT SUB-INSPECTOR RESULT 55GEN STUDENT HAS SELECTED FOR PHYSICAL AND INTERVEIW TOTAL 110 STUDENT IS SELECTED

Nilesh said...

Please tell me what would be cut off mark in your opinion Rajiv JI. Whether it would be 315 or not in your point of view just suggest sir.

Unknown said...

jss ka answer aa gaya hai my marks is 243 what is probality

Anonymous said...

kal kiya hoga @BSSC....

Anonymous said...

Gud Morning Rahul sir....

Anonymous said...

Good morning rahul sir,please tweet after case hearing

Anonymous said...

aaj ek aur tension ka din .kash aaj hc ,bssc ka case final kr de.


aur bhai jssc ka cut off kitna ja rha h.mera score 200 h kya ummid ki ja skti h gnrl me

Anonymous said...

let us pray for positive result... it has been irritating since april this year..

Anonymous said...

Rahul sir kya aaj sunwai hogi ya phir agla date parega....???plz update..

Anonymous said...

why there is so much silence on this blog... koi. cyclone aane walahai kiya???
Rahul ji only u can break this silence... whwre r u... plz write something... many are wairing anxiously for ur reply...

Anonymous said...

Aaj subah hi se rahul ji ke taraf se koi update nahi aa raha hai...lagta hai aaj phir sumwai nahi hogi....rahul ji plz update...sunwai kitne baje hogi..??

Anonymous said...

any update about hearing

Anonymous said...

Aaj sunwai hai ... 2-3 pm mai kuch positive ki ummid hai

Anonymous said...

lgta h aaj koi hearing nhi h.avi tk adv rahul ji nhi aaye .

Anonymous said...

Rahul ji any update plz...???

Anonymous said...

Rahul ji chutti mai hain....

Anonymous said...

court ne 10 qus hata k result adv k anusar 5 times nikalne ko bola hai...

Anonymous said...

court ne purane result ko radd kr diya..

Anonymous said...

Plz wait stil 2half.

B.K. said...

anonymous je abhi hearing start nahi hui hai. ye 2:30 baje start hogi. rumour failane ke liyr bhi humour ki jaroorat hoti hai.. thankx!

Anonymous said...

Thanx bk

ajeet singh said...

after hearing the plea of petitioners justice Prakash Chandra Verma today pronounced the much awaited judgement regarding ssc combined Gradaduate Level P.T. result. he directed the authority of ssc to delete 10 question of the aforesaid examination and re-published result on the basis of remainig questions. thus the present result stands Null And Void and hence cancelled!

Unknown said...

ajeet singh ji kya aap sahi bol rahe hai

abhishek singh said...

ye kya ho raha hai bhai?? koi kah raha hai ki abhi hearing start bhi nahi hui hai aur kuch log result cancelled hone ki khabar de rahe hai? please dont play with the emotions of the candidates! if you have really authentic information only then put it here othrtwise for Gods sake leave us alone! this is my humble request to all!

Anonymous said...

judge saheb ne apna judgement de diya hai manna ya na manna aapki marzi! thanks.

Anonymous said...

ye sahi news hai

Anonymous said...

ranjan jee apto jharkhand me top kr rahe hai....

Unknown said...

rahul jee se hume 12baje bat huey thi bole ki 1 bage mai block likhege mai unhe abhi v call kar raha hu lekin bat nahi ho pa rahi hai jase hi bat hoti hai mai batata hu

Anonymous said...

aplog ssc ke vajah se fail the ab to is judjement me problem nahi honi chahiye kisi ko...ab naye result ki pratichha karo

Unknown said...

aaj judge saab nahi hai

Unknown said...

aaj mahalya hai aaj court late se suru hoga hona tha avi tk sir nahi aaye hai aage aate hai to dekhta hu kya hota hai

Anonymous said...

Rahul je aapko shayad pata nahi hai judgement aa chuka hai. aap phir se pata karo. result cancelled ho chuka hai.

Anonymous said...

Rahul ji Durga puja mai court kitne dino tak band rahega..?

Anonymous said...

i am challanging u that judgement have came rahul agar tumhe nahi pata hai to galt rumor nahi do or sahi bat ka pata lagao

Unknown said...

aaj court unka vacant hai notice laga hua hai usme likha gaya hai ki aaj ye court nahi hoha or jo v urgent matter hai usko justice Navniti prasad k dwara suna jayega itna tay hai ki verma g nahi diye hai agar navniti prasad diye hai to 30 minute me batata hu

Anonymous said...

are tu kya batayega khali galat news de kar sab ko balgalata hai koiey v de justice aa chuka hai jao jakar pata kar khali bat banane se nahi hota

asish said...

ajeet mai aap se jankari chahata hu ki kya aap sahi hai god ko dekhte hue boliey

Anonymous said...

donot b so angry rahul jee sahi blte hai humse unko bat hoti hai av v bat hue hai aapko 1hour me news de rahe hai dont b so egger aap kus bakwas karne wale k bat me nahi aaey

Unknown said...

judgement nahi aaya hai jo v galat rumor de raha plz dont do like this av rahul se bat hua hai we jo bol rahe so sahi hai kisi ne majak kiya hai or plz aap se niwedan hai ki rahul ji k bare me donot make any bad comment

Anonymous said...

rahul sir aap in bewkufo ki bat pe dhyan na de hume aap pe pura bharosa hai road pe kutte bhoukte hi hai par hathi masti me chalta hai

Unknown said...

ajeet singh aab graduate ho kar v illetrate wala bat karte this is not time to make the joke say sorry to every one and rahulji also best of luck for u also

Anonymous said...

rahul sir sahi bol rahe hai no decision was made mai tumse challenge krta hu tu ja or pata karke aa

sunny said...

any progress on the matter plz...

NEELKAMAL said...

what a pathetic display of humour! I really do not under stand what these peoples are trying to prove by posting such rumour when he or she himself/herself is a candidated in waiting! At the same time I also appreciate the efforts Rahul singh ji is making for ourself. the truth is that no hearing has started so far and niether it seems possibile today anymore! we will have to wait and see what Rahule ji say finally. at the end of the day it is his words which comes true time and again. so hats off to him and hopinf an authentic and genuine reply from him very soon!

Anonymous said...

kya hua hc??

Anonymous said...

rahul ji aap plz blog update kro plz.
maine suna h case ki hearing kl first numbr me h.plz rahul ji aap hi shi information de.

Rajesh said...

Rahul sir,

Kya general me 318 wale ka koi chance banata hai. Just for your opinion sir.

Unknown said...

kal 5 no pe hai

Anonymous said...

Thank you Rathod sir .. u r doing grt help to students...

Anonymous said...

Pc verma allahabd gaye the. Kal hearing 12 bje tk chance hai.

Unknown said...

mai ab aap logo ko koi information nahi dunga blog pe apsabd nahi likha jata hai apko pata nahi hai agar mai ye bat bar council of india ko bataunga to koi lawyer yeh case nahi larega muje bahut khed ki padhe likhe hone k bawjud v gair jimmedarana bat likhte hai sab challenge kaha gaya sabko pata chal gaya ki kaun rumour faila raha hai muje kya matlab hai aap se mai khud busy rahta hu mera khud judiciary ka interview hai

Unknown said...

sahi me aaj muje bahut bura laga mai aisi koi bat nahi likha jise rumer kaha jaye mai to sirf update karta hu mai bahut socha ki meri galti kya hai mere khilaf aiai bate kyu maine to apna No v diya hai apke jaise chhup k koi bat nahi likhta aap log challenge kr rahe the aap ko to HC k ander jane hi nahi dega bina pass liye.or mujse pahle aap bata diye ki judgement ho gaya

Unknown said...

kisi k bhawna se nahi khela jata hum sab to student hai sabhi jante hai success ki kimat kya hai n jane kyu kuchh logo ko tang krne me maja aata hai khair koi bat nahi sabhi ko apna mat rakhne ka huk hai lekin maryada me rahke aap jaiye or unse puchhiye jo apko galat news diya tha jiske chalte aap muje gali diye or hmse challenge kiye or last me apko v pata chal gaya ki koun bewkuf bana raha hai

deewakar said...

Rahul ji ap authentic information dete hai aur aap dete raheay.

DEKHEAY jo log achee hote hai unke bare me log jalan se ulti pulti bat karte hai.

Meri baat yaad rakhhe jo log jitne bade hote hai unki criticism utni hi jyada hoti hai...

isleay ap unki parwah na kare apna update hamesha dete rahe.

Jo log kahi stand nahi karte wahi log hangama karte hai

Sanjay Verma said...

Bilkul mai bhi Dewakar ji ka samarthan karta hun..

Rahul ji ap update dete rahen..

Anonymous said...

pls update

Anonymous said...

result kab tak aayega

Anonymous said...

rahul sir,m aapse sahmt hun lekin kya khu kuch ladke jo exam me fail h vh aapke bare me glt bol rhe h.aap en sb bato me dhyan mt dijiye aur hm logo ki mdd krte rhe .aap jaisa insan nhi milta sir jo bina swarth se dusre ki mdd krta h

Unknown said...

once again its proved that east or the west rahul is the real king on this blog. aap apna kam karte rahe hum sab aapke sath hai sirf aapki bat ko hi mai sahi manta hu baki bate phone par v hum se kar lete hai.

Anonymous said...

Judge may be absent once again Today...
Let us wait for Rahul ji's post ...

Arvind said...

kripya kar update kare rahul jee?

Anonymous said...

rahul sir ,plz update kro

Unknown said...

rahul ji se hume av phone par bat huey thi court me hearing gari hai hearing samat hote hi wo online honge

SS said...



thanks Rajiv..

Anonymous said...

hearng suru ho gayi kya?

Anonymous said...

any update

Unknown said...

koi sunwai nahi hui 2:30 k bad ho sakta hai nahi to kal 1st no pe rahega

N.k. Tiwari said...

Rahul sir thanx for ur update

Anonymous said...

Rahul plz update

Kamal said...

Rahul ji plz update....aap jo humlog ke liye kar rahe hain is ke liye hum sabhi student aap ke ahsanmand hain...hum savi ki dua hai ki aap khoob tarakki karen..

Anonymous said...

is any news

Anonymous said...

any update

Anonymous said...

Rahul sir Aaj kya hua?

Kamal said...

Rajeev bhai kya aap ki baat rahul ji se hui hai ki aaj kya hua..???plz jitna aap ko pata hai use share karen..

Anonymous said...

Aj kya hua bhai. Koi to kuchh bolo. Rahul j. Please ........

Anonymous said...

Sab chup kuon hain..? Koi to kuch bolo

Anonymous said...

may god deliver sanamati to judge sab...bssc officials...and finally to dholvadak of sushasan shri shri 108 nitish ji maharaj...all the students are suffering from mental disorder like fish withought water ...and these pillars of sushasan are getting full enjoyment of our plight...

Anonymous said...

case ki sunwai shambhavtah aaj nahi jo payi kyoki case kal bhi listed hai. Vishesh to rahul ji hi bata sakte hai.

Unknown said...

aaj koi sunwai nahi hui kal 7 No pe hai agar judge saab chahe to kuchh decision de sakte hai mai confirm nahi bata sakta kyuki aaj ye 5 No pe tha to nahi sune kal to 7 pe hai ab naye system k anusar purana case suna ja raha hai aise hi nahi sunte rahe to iska No bahut bad me ho jayega

rajesh said...

Rahul je any news and update for todays proceeding??

Anonymous said...

aj v sunwai hone ka chance kam hai

Anonymous said...

Rahul ji plz gave us update

Unknown said...

rahul se bat hua tha bole abhi tak 6 number tak hua hai ye 7 per hai aage dekhiey kya hota hai

Anonymous said...

Rahul ji plz update....we are waiting

Anonymous said...

Rajeev ji Rahul se ek baar phir update kijeye plz....

sunny said...

?????

Anonymous said...

bhai logo kya hua

Unknown said...

so sad jaisa ki hume rahul jik dawara phone se jankari mila hai rahul ji bole ki aaj v kus nahi hua na jane honerable judge sahab is kes me koiey dilchaspy nahi de rahe hai kal 5 number par tha to 4 tak hi sune aaj 7 number pe tha to 6 tak hi sune hume is bare itna hi pata hai

Unknown said...

kal 5 no pe hai ho sakta hai kal kuchh ho jaye ya ye v ho sakta hai judge saab kal ghar chale jaye pray

Sunny said...

Any update ??

Unknown said...

HC ne ne bssc se kaha hai ki 10 question delete karne k bad kitne petitioner me se pass kar rahe hai savi ladke ka roll no or marks manga hai aaj dene k liye kaha hai

Anonymous said...

Iska kya mutlab.....sirf petitionar ka hi result revised kiya jaega...??

Anonymous said...

Rahul sir plz update ki kya sirf petionar ko hi fayada hoga..?? Hamari saans atki huee hai plz update..

Anonymous said...

kYA HC NE KEWAL PETIONAR KE HI RESULT PAR VICHAR KAR RAHA HAI.??

Kamal said...

RAHUL JI please batayen ki jo petionar nahi hai unke ke liye koi chance nahi hain... Hum sab aapke response ki besabri se intazaar kar rahe hain...

Anonymous said...

Ye Kisa Insaaf Hai'

Anonymous said...

Confusing judgement ..wait till evening .. Rahul sir will tell the real story...

Anonymous said...

kuch samaj me nahi aa raha h...iska matlab to yah nikalta hai ki ssc ne 10 qus delt karke result taiyar kr liya h'''''''ya usi cut off ko rakha h.....

Anonymous said...

Hum sub failed student supream court jayenge...

B.K. said...

dear friend court ne ssc se ye kaha hai ki 10 controversial question ko merit list se hatane ke baad sabhi candidates ka roll number with marks uske saamne submit kare.

Anonymous said...

BK, kya bol rahe ho? pariksha me dhai lakh baithe the, iska matlab dhai lakh ka marks judge saheb dekhenge. rahul jee ka news authentic hai. kewal petitioner ko allow kiya ja raha hai.

Rajesh said...

B.K bhai sabhi student ka ya phir kewal petionar ka..??

B.K. said...

No! marks of all the candidates have veen sought by the court. this is truth.

Ishan said...

10 Controversial question ko delet karne ke bad sabhi appeared condidate ka marks changed hog to sirf petionar ko hi benifit kaise hoga,

Anonymous said...

kya decision hc ne diya?

Anonymous said...

Rahul sir court ka time to off ho gaya ab to update kar dejeye! bahut pareshan hai madad kejeye

Anonymous said...

Rahul sir se bat hui.niras hone k jarurat nhi hai.sare student not only petisner ko phayda hoga

Unknown said...

kal 3 no pe hai hc ne sirf or sirf petitioner ka roll no or marks maga hai iska mtlb ye nahi hua ki sirf petitioner ko hi lega kyunki apear candidate ka mangna sambhav nahi hai..:)

Anonymous said...

thx rahul sir

Kamal said...

Thanks Rahul sir..

Ratnesh said...

Rahul Bhai you are doing a great job

Anonymous said...

Rahul ji Bssc qualified and non qualified students will always be grateful to u....

B.K. said...

aaj ke baad court ki regular proceeding November 1st week me hi start hone ki possibility hai. isliye aaj ko hearing nahi hui ya koi judgement nahi aaya to agle 15 dino tak status-quo hi rahega. let us hope for something positive today!

Anonymous said...

wat is hapng in court....

Anonymous said...

Rahul ji please update ki aaj sunwai ho rahi ya nahi..??

Sunny said...

Pl. Update....

Anonymous said...

rahul kuch batao to sahi kuch hua ya nahi. nahi hua to chai ki sans le.

«Oldest ‹Older   201 – 400 of 459   Newer› Newest»