Pages

Friday, December 7, 2012

JPSC expected to release notification for 5th Civil Services Examination


Jharkhand Public Service Comission (JPSC) a prime recruter of Jharkhand state is looking postiove decleare notification for the 5th Civil Services Examination after sucessfully compleating the 4th Civil service examination.

The notification is expected to release by the last week of the december ,it was quite challanging fir the JPSC to conduct the 4th Civil services because of steller set of controversy since its announcement.

Learning from the previous experience JPSC is carefully cautious to conduct the papers during the 5th Civil service examination.

30 comments:

  1. eagerly waiting for that.

    ReplyDelete
  2. exam kab tak ho sakti hai?

    ReplyDelete
  3. 20 december ko notify hoga ....

    ReplyDelete
  4. how many vacencies are expected in administrative and police services.

    ReplyDelete
  5. 295 DYSP ka vacancy hai.139 Administrative service ka hai.

    Agar CBI ne 2nd me dismissal ko suggest keay jiska chance bahut jyada hai to aur badh jayega.

    Other post like finance,registration,excise ka bhi aa raha hai.

    total post 600 tak hone ki sambhawna hai.

    ReplyDelete
  6. 295 DSP posts? How?

    ReplyDelete
  7. exam ki sambhavana kab tak hai?

    ReplyDelete
  8. 400 dy sp ke aur 234 sdm ke post hai 5th jpsc me secret info

    ReplyDelete
  9. Notification aane k 4 months k baad exam hogi kyuki 1month form bharne ka time hoga, 1 month form entry me, 1month exam centre set karne me aur lagbhag 20 days admit card despatch karne me time lagta hai. Rahi baat vacant seats kitni hogi rumour par dhyan na dein, wait karo notification aane ka tab tak pt k liye optional paper padhte raho.

    ReplyDelete
  10. what will be eligibilty of age ? 21 to 35 or 21 to 40 years .plz give true information.

    ReplyDelete
  11. CONFIRM NEWS, PARSO 5TH KA NOTIFICATION AA RAHA HAI. DYS.P. KE 598 SEATS, B.D.O. KE 341 SEATS TOTAL 1780 SETA HAIN. AAL DA BEST FRIENDS OF THIS SITE.

    ReplyDelete
  12. lagta hai anonymaswa her muhalle me dysp, sdm ka posting karwa dega, lagta hai bpsc ke chakkar me pagla gaya hai bechara, bpsc mains ke result ke chakkar me aajkal aise hi daura par rha hai

    ReplyDelete
  13. aaj to khatm ho gaya,notification kahan nikla?ab kab tak niklega?exam kab tak hoga?

    ReplyDelete
  14. As on 1/08/2007 age must not cross 35 yrs for general and 40 yrs for sc/st.

    ReplyDelete
  15. As on 1/08/2007 age must not cross 35 yrs for general and 40 yrs for sc/st.BUT SHOULD BE 40 YEAR FOR GEN AS PER LAST /4 TH JPSC AGE ON1/08/2007

    ReplyDelete
  16. yes it should be 40 yrs for generals.

    ReplyDelete
  17. notification kab aa raha hai?please share karen.

    ReplyDelete
  18. notification dene ke pahle cabinet se aadesh lena parta hai,sayad government ne aabhi ok nahi kiya hai,isliye notification aabhi nahi aayegi.kam se kam 2 month lagega.

    ReplyDelete
  19. @ Pankaj ji,
    pl. give the correct and authentic information regarding the upper age for 5th JPSC. Whether it will be as on 1/8/2007 or 1/8/2012

    ReplyDelete
  20. notification ke bare me ab koi kuchh nahi bol raha hai,are bhai kuchh to sare karo.kya sach me vacancy abhi nahi aani hai?aise bhi jpsc ke bare me rumour koi nai nahi hai.

    ReplyDelete
  21. please koi authentic news ho to aap sabhi se namra nivedan hai ki jaroor update karen.thanks to all of you in advance.

    ReplyDelete
  22. age 2010 ya 2011 se counthoga.2007-2008 ke bhram me na rahen .

    ReplyDelete
  23. 4th jpsc ka age count 1/8/2006 tha.

    ReplyDelete
  24. ab to sarkar hi girne wali hai,notification kya khak aayega,age jodne se kya hoga.

    ReplyDelete
  25. 26th dec ko notification aa sakta hai.

    ReplyDelete
  26. chalo aaye to sahi kam se kam preparation me busy to rahenge. jpsc ko exam calendar zari karna chahiye taki kisi ko koi confusion na ho.

    ReplyDelete
  27. 26th dec wala news kahan se mila,ajay chaudhary to bolta hai ki 5th ki abhi charcha bhi nahi hai jpsc me,agar jpsc ke kisi source se kuchh pata chale to update karen.koi kahta hai ki je ke interview ke bad aayega

    ReplyDelete
  28. Mere bhai JPSC me phone laga lo pata chal jayega.

    ReplyDelete
  29. aaj tak to jpsc ne mera phone kabhi nahi uthaya aur kabhi utha kar engage kar deta hai ,nahi to blog pe paresan kyon hota,agar aapka phone lag jaye to update karna

    ReplyDelete
  30. E-mail karo jpsc ko aur agar reply naa mile to Dainik bhaskar, Dainik jagran ke correspondent ko phone karo wo sahi sahi pata karke paper me chhap denge. All the best.

    ReplyDelete