Pages

Saturday, March 17, 2012

BPSC to frame Level Playing field


BPSC to balance the question pattern to make the level playing field for the applicants of the  upcoming Civil Services Examination after the High Court directives.

A division bench of the Patna high court, comprising Justice A Amanullah and Justice S K Katriar and has already directed Bihar Public Service Commission (BPSC) to frame rules for bringing uniformity in the marking system for different subjects.

 A PIL was filed in this context by the examinees of 53rd and 55th combined BPSC civil services examination.
Petitioners’ felt that in certain subjects, the questions varied in their level of complexity, and examiners were liberal in some papers and strict in others. 

The PIL seeks to create a level-playing field, Kaushik said. The court directed on August 26 to BPSC to frame laws in this regard within six months. The rules would be followed at the upcoming mains examination.

18 comments:

  1. Bpsc duniya ka sabse ghatiya commission hai. Yeh to jpsc se v gaya gujra hai. Bpsc ka adhikari aur karamchari sab bakri aur gadha charane wala lagta hai. Yehan sab gobar ganesh hai. Teen saal aur paanch saal ka pariksha chhitkhopri ikkaththe leta hai. Inn paglet ka kya kehna. Duniya ka sabse bada namuna sab bpsc mein mil jayega.

    ReplyDelete
  2. Bpsc ke baare mein kuchh nahi bol sakte hai. Ho v sakta hai ki yeh agle baar k notification mein 10 saal ka pariksha 56-65 cce le le. Iska koi bharosa nahi. Ek pariksha dijiye aur bpsc ka sara avsar gaya tel lene. Bhaiya bpsc ka aadmi hai khaali bkchodi karne aata hai.

    ReplyDelete
  3. Bilkul sahi batiya rahe hain ji.

    ReplyDelete
  4. Logon k paise ka,sarkari paise ka kewal durupayog hai.

    ReplyDelete
  5. Bpsc aur highcourt ne 2009 mein students ko khub thaga. Iss bar v iska yehi plan hai.

    ReplyDelete
  6. Bpsc ka sara kam upsc ko dena chahiye. Exam conduct karne se lekar appointment tk, nahi toh yeh sara kuchh satyanash karke rakh dega.

    ReplyDelete
  7. Bilkul sahi kaha. BPSC aur High Court mein saath gaanth hota hai. Jaise taise exam lene ke liye . Sahi candidate suffer karte hain

    ReplyDelete
  8. Question pattern ka balance bpsc khak karega. Yeh toh jaan bujh kar unbalance ka kaam karta hai aur jaan bujh kar galat question set karta hai aur uske baad fir galat answer set se check karke deserving candidates ko baahar karta hai. Yaani yeh kabhi sudhrega nahi. 48-52 ke pt question paper ko dekhiye aur uske baad answer set ko dekhiye k kahan se mental sab jama ho gaya hai. Choupat kr k chhorega.

    ReplyDelete
  9. Bpsc mein chhitkhopdi aur pagalchat staffs hai. Ye sab office aata hai beti ka bartuhari karne k liye.

    ReplyDelete
  10. Supreme Court mein BPSC ka case weak hai. 9 MARKS REDUCE HOGA YA 53 SE 55 BATCH KA PRE CANCEL. Feedback mila hai Delhi se

    ReplyDelete
  11. supreme court me case number kya hai?

    ReplyDelete
  12. Koi case number nahi hai.

    ReplyDelete
  13. Pahle toh 48-52 wala total result cancel karaya jaye, uske baad hi 53-55 ke pt ko cancel ka ground sahi banega.

    ReplyDelete
  14. Uske liye fresh PIL SC me dalna hoga.

    ReplyDelete
  15. Lekin exam cancel karana jyada jaruri hai. Ye chhitkhopdi sab agli bar 10 saal ka exam lega.

    ReplyDelete
  16. Bpsc ko yeh sab satyanash krne k plan me hai,aur yeh log aisa kr ke chhorega.

    ReplyDelete
  17. Any updates regarding mains date

    ReplyDelete
  18. bpsc k sc me jo case file hua tha uska kya position hai.ratish j plz update kre.

    ReplyDelete