As result time coming close the applicants are looking curious to guess the final cut off however delayed examination process of BPSC 53rd -55th Civil services examination turning out as the blessing for those who appeared in mains examination as vacancy has gone up as per some buzz.
After the reconstruction of Bihar administrative service by the government of Bihar it was decided to appoint 534 RDO and 534 post for revenue department for substituting BDO and CO. The newly created 1068 additional vacancy for the block needs to be filled soon, at the same time BAS officers were given supervisory role so blocks are vacant due to paucity of such officers.
All the vacancy was decided to appoint through BPSC two year back but till now no appointment was done so government is compelled to give the charge of BDO and CO to other officers that hampering the efficiency of the offices. Apart from above post Jail Department needs warden and 62 assistant jailors are required.
The Result of 53rd -55th Civil services examination is expected to declared by the month end or first week of February candidates needs to focus on the Interview rather boggling on the result timing.
It was also learned that government has requested the Commission to conclude the recruitment process because departments are facing paucity of officers.
According to latest reports BPSC will recommend more than 1100 officers from 53rd-55th Civil services examination it was also expected that few Bihar Administration Vacancy will be added because several student got selected in UPSC have left their JOB so natural vacancy has created in the cadre.
The Cut off is another matter that comes in minds of the applicant, after looking the past trend the cut off will not go above 700 given the nature of question and evaluation strategy adopted by the commission will help to bring it further down.
I am extending my best wishes to the candidates who is following this blog with the hope that their will figure out in final list of recommendation of BPSC.
729 comments:
«Oldest ‹Older 601 – 729 of 729cut off 680 k around hona chahiye,
kyunki vacancy above 1000 hai,
ab lagta hai seat nahi badhega kyon ki kisi ke pas iski koi suchna nahi hai
Seat ab 1500 , tak hone ki puri sambhawna hai qki tuesday day ko bihar cabinet ne co (rajsw sewa) ki manjuri de di eske alawa 35 dsp opraton 11 dsp nigrani ka age ko sudhar diya , result to taiyar hai sirf seat ka intjar hai ,
Kuch accha nahi lag raha hai mohan bhai.cuttoff bahoot uncha ja raha hai (according 2 ratishji com world.)1200 seats ke against bhi 680-90 jana majaak nahi hai.cuttoff ko lekar aapka anuman kya hai.
Mujhe to lagta hai 640_50 se jyada nahi jayega,
Mitron thoda sa aur wait kar lijiye....sambhawatah es friday tak seat aur cut off ka mamla sulajh jaye....
@alok je....680-690 cutoff ka matlab hai fir boom aur achhi marking ke sath hi 1000-1200 result....lekin sochiye ki iss baar naa to boom ki sthiti hai...or naa hi g.s mein ache marks mile hain..iske alawe result pichli baar ki tulna mein kam se kam 4 guna aa raha hai... main ye bhi batana chahta hun ki upsc mein jahan pure desh ke acche candidate exam mein appear hote hain..wahan bhi fight mainly 3000 logon ke bich hi hoti hai..fir ye to bpsc hai.....iske alawe lagbhag sare vishyon mein question standard tha....aise kai log apni sahi sthiti ka anuman nahi laga paa rahe hain .....kyonki pichle exam ke marks ka bhoot unke sir per sawar hai...chahe unhone pahli baar exam kyon nahi diya ho...isliye unche cutoff ka bhram bana hua hai.......@mohan jee ki baat sach ho sakti hai
bhai result ki kuch update karo...?????????
cut off ki baat rahne do chahe jo bhi ho ,kam sae kam result to aaye...
Kya mohan bhai seats ke 1500+ hone ke kitne chances hai.
Kuch log to 1600+ ka vhi dava kar rahe hain any idea.
Alokji seat ho sakta hai 1600 bhi ho jaye result taiyar hai ,10 tak result aa sakta hai, seat ka hi intjar ho raha hai
Mohan bhai seats ko lekar clear cuts baaten kab tak pata chal sakti hai.
MOHAN BHAI SEATS KA KYA HUA?
CUT OFF KITNA JA RAHA HAI?
cut off 680-690 hone ka koi karan nahi dikh raha. shuru me hi kaha ja ra tha ki ye 700 se niche jayega.phir seat double hone ke bad sirf 10-15 marx ka kam hona samajh se pare hai
Please don't ask me the " Source"... bu result was scheduled to come on 28 Feb 2013 now it may take another 2-3 days, if it does not come tomorrow.
Today I Got the reply of my mail from BPSc... says.. result in March , Vacancy 1106...
unknown, kyon basi khabar chipka rahe ho yar
ye bpsc hai bhai yahan bina boom ke bhi mains ka cutoff 750 ja sakta hai.bpsc ka history uthakar dekh lijiye.jab bhi result late hua gadbad haota hai,mousam ki tarah kabhi e subject to kabhi wo subject ki bahaar aati hai.isliye aasha rakhiye,lekin joining milne ke baad hi yakin kijiyega ki mera selection ho gaya.
Aaj Prabhat khabar mei ek khabar hai....
Cabinet following posts ko swikriti de di hai
1) Anchaladhikari-----534
2) Sahayak jila vikas padadhikari----280
3) Executive magistrate------147
4) GDC------10
Mukesh ji en seat me co ka 75% seat 53_55 ke sath jutega baki ke seat promotional hai , gramin vikash padadhikari ka promotion bdo me hoga uske bad excutive magistrát uske bad sahayak jila wikas padadhikari, etc
Sorry sahayak jila wikas padadhikari ka seat bhi add ho sakta hai
Result 12-15 MARCH ke bich aa sakti hai.
Seat cut off aadi ke bare me 5 March ko sambhawit meeting hai.
Seat aur cut off par abhi tak koe antim faisala nahi.....par anuman hai ki achchhi-khasi sankhya me vriddhi ho sakti hai....thoda aur dhairya rakhiye kyunki abhi agar result aane me kuchh aur deri hoti hai to seat aur cut off ke lihaz se behtar ho sakta hai...
sathi ji kya aap ko lagta hai ki bahut badi sankhya me seat ki vriddhi ho sak ti hai
Abhishek ji seat me achchhi-khasi vriddhi ho sakti hai aur eska anuman ya sambhawana to maine karib 1.5 mahina pahale hi jata di thi....ab to sirf eska sach hone ki official khabar ka wait kar raha hun......samnhawana,ummeed aur aasha hone aur yatharth me kabhi-2 kafi antar ho jata hai....par esbar dua kiya jaye ki humlogo ki ummeed se v behtar seat ho....cut off hamari mutthi me ho....aur safalta hum sab ki kadamo ko chume.
mohan g executive magistrate ka pad bdo k samkaksh hi hota hai. jab e.m sdo office ya dm office me rahta hai toh e.m kehlata hai aur jab block me tab bdo hota hai.
aaplog se binti hai ki update ko facebook ki community pe dale..plzzzzzzzzzzhttps://www.facebook.com/groups/323786394387871/340482886051555/?comment_id=340486249384552¬if_t=group_comment
Mukesh jee,ye GDC kya hai.
राज्य सरकार व बीपीएससी तलब
28 Feb 2013 07:26,
Updated on: Thu, 28 Feb 2013 07:05 PM (IST) विधि संवाददाता,पटना पटना हाईकोर्ट ने गुरुवार को बिहार लोक सेवा आयोग (बीपीएससी) राज्य सरकार को एक सप्ताह में हलफनामा दायर करने का निर्देश दिया है। अदालत जानना चाहती है कि 53वीं से लेकर 55 वीं तक मुख्य परीक्षा में बिहार लेखा सेवा की परीक्षा किस आधार पर ली जा रही है, जबकि इसके लिए पहले विज्ञापन भी नहीं निकाला गया है? याचिका विनोद कुमार तिवारी ने दायर की है। इनके वकील ज्ञान शंकर का कहना था कि संयुक्त प्रतियोगिता परीक्षा के लिए 13 जनवरी 2011 को विज्ञापन निकाला गया था। 22 फरवरी को आयोग ने एक संशोधन निकाल कर लेखा सेवा को भी संयुक्त परीक्षा में शामिल करने का एलान कर दिया। जिसमें 100 पदों को लेखा सेवा से भरने की बात कही गई, जबकि इसकी तैयारी एवं सामान्य सेवाओं की तैयारी भिन्न तरीके से करनी पड़ती है। मामले पर न्यायाधीश मिहिर कुमार झा की पीठ ने सुनवाई करते हुए कहा कि मुख्य परीक्षा का भविष्य फैसले पर निर्भर करेगा।
kuch nahi hoga jyada se jyada account off. post ko alag kar diya jayega
Mohan jee,to kya sahayak jila vikas padadhikari sdm ke samkachchh hai.
2 questions for the well informed friends who need to help me with -
a. sahayak jila vikas padadhikari ki posting district mein hoti hai ya block level per?
b. sahayak jila vikas padadhikari ka grade pay kya hai ? 4200 or 4600 or 4800 ?
pls jin bhi bhai ko confirm jankari ho wo share kariyega.
maine bihar interview ke liye kuch material compile kiya hai over the last 1 year i can share with those who give me their email addresses. thanks/regards- ratnesh upadhyay
सचिवालय सहायकों की नियुक्ति पर हाईकोर्ट ने लगाई रोक
कोर्ट ने आईजी इकाई को अपने स्तर से एक मार्च तक अपना पक्ष रखने का निर्देश दिया है। - See more at: http://www.jagran.com/bihar/patna-city-10168551.html#sthash.YsOsH44i.dpuf
- See more at: http://www.jagran.com/bihar/patna-city-10168551.html#sthash.YsOsH44i.dpuf
Dear E-minister please forward me the interview material at gracy4tommy@gmail.com
Abhi-2 mujhe pata chala hai ki result ko lekar HC ne kal kisi tarah ka stay nahi lagaya hai....kal sunwai ke dauran BPSC ne aur 2 week ka samay mang liya hai apni puri tyari ke sath jawab dene ke liye AC service wale issue par.....BPSC es issue par apna paksh rakhkar kabhi v result nikal sakta hai....atah result ko lekar HC ke kisi stay ko lekar bhram me na rahe....agar bahut jyada hoga to BPSC AC service ke 100 seat vapas le sakti hai aur yahin par sara mamla khatm ho jana chahiye.....humlog March 3rd week me result ki aasha kar sakte hain.
koi confirm bataye ki result kab tak aa raha hai,seats kitne hai.
cutoff 682 ...result this week
Kya mohan bhai any updates regarding seats,result,cuttoff.
Kya anilji aapka cuttoff kitne seats ke against hai.1106 seats ke against ye jara baimail lagta hai.
Alokji abhi tak bpsc me seat final nahi hua hai qki chairman chutti par hai ,4 ko join karenge , 3000 student ko yadi interview ke liye bulaya jata hai to general ka cutoff 648 jayega agar seat badhega to kuchh aour niche ja sakta hai , yahi andar ki news hai
Mohan sahab thanks a lot for your valuable information.
And thanks a lot to all of you who are active informer to all of us.
Bahooooooooot bahoooooooooooot dhaynavad mohan bhai.yadi koi updates aaye to use turant post karne ka kasta kare please.
Mohan ji case ko lekar Bpsc ki jo strategy hogi agar uske baare me apko maloom ho toh bataiye. Iss case ka asar result par kitne had tak pad sakta hai????
Dear E-minister jee please forward me the interview material at mrinal.satyen@gmail.com
Thanks
Mukesh jee ye GDC kya hota hai.? koi jankari ho to pl share kare.!
Thanks
Dear friends 4 th ko chairman join kar rahe hai R.O ka 254 post add par
bhichar karenga .Abhi tak 1200 post ke karib final hai 3000 tak interview
call karne ka nrw ander se mil raha 5 ko final ho gayga .abhi jo news mil raha hai .cut-off 640 (genral)
620 OBC
600 MBC
575 SC
result 15 march tak dega.
Interview 10 april se start hone ki bat ki ja rahi 5 se bhistart ho sakta hai yah sabhi 5 march ke meeting ke bad hi decide hoga.
Jonny ji baki sab to lagbhag aapka thik hai lekin mujhe 1385 seat ka information mil raha 1106+254(co)+11(dsp)+24(dsp) total 1385 cutoff 642
Mohan bhai aaj subah mujhe bhi cuttoff 642 pata chala hai but seats ko lekar mere ek mitra ne bpsc ke ek bade adhikari se kal baat ki thi unke anusar seats 1468 ab tak ja chuka hai aur 100-150 seats aane ki aur sambhavna hai.
Ek baat aur jab seat hi final nahi hua hai to cuttoff ko lekar jo bataya ja raha hai kya ispe viswash kiya ja sakta hai.
Alokji aapka bat sahi hai darsal seat abhi final nahi hai jitna seat waha aa raha usi anusar anuman lagaya jata ki etna cutoff ja sakta hai , final cutoff result se 5 hour pahle nirdharit hota hai , result 14 ke bad hi aayega ,
mohan ji thanks 4 updating,kindly classify vacancy structure viz-DY SP,R.O,C.O,again DY SP etc.............
thank u joony bhai for the refreshing information. plz keep updating.
mukesh bhai..............result is week aa sakta hai kya?
saturday ko chairman ke office me call karne par ek-aadh hafte me result bataya gaya. Waise 8 march nahi toh 15 march ko result ka halla hai.
Hello
Mukesh ji result 15 ko aane ka prabal sambhawna hai
MUKESH RAI ji AC service ka kya majara lagta hai mujhe lagta hai ki yadi AC service ko mains se hatati hai to jo log ACservice ke karan math,eco,com,state,leyethe wesabhi kesh karenge ki wo other subject lete
Baat apki thika hai Jalaj ji. Magar pahle result ka wait kar lijiye. Govt ne kuchh sochkar hi Accounts service ki notification late bheji hogi. Yah sahi hai ki jin logon ne accounts service ke liye subject change kiya hai unke sath anyay hoga yadi accounts service scrap hoti hai toh. Magar abhi court ne halafnama manga hai koi ban nahi lagaya hai. Humko vishwas hai ki Bpsc apne stand ko court me defend karegi.
Thanks MUKESH RAI ji
Mere pas abhi ak suchana aai hai BPSC se related.Aaj AC service ke case ko lekar HC me sunwai hue hai,par aaj punh BPSC ne kuchh aur samay mang liya hai.Agali sunawai 12 march ko hogi....ARTHAT RESULAT ab 12 march se pahale nahi aa sakti.Ak sambhawna yah v jatai ja rahi hai ki shayad esbar mains aur interview ke bich students ko jyada time na diya jaye.
१. मुझे लगता है कि अकाउंट सर्विस की सीटें हट जाएँगी क्योंकि कोर्ट ने इस पर नाराजगी ज़ाहिर की है. मुकेश जी मुझे लगता है कि हाइपोथेटिकल बातों पर कोर्ट नहीं चलता है कि अगर फलना सीटें नहीं होती तो मैं फलना विषय लेता तो मेरा रिजल्ट फलना होता !!! वैसे आपको कुछ अच्छा ही मिलेगा. अकाउंट के ब्रह्मास्त्र की ज़रूरत ही पड़ेगी.
२. अनारक्षित कोटि (UR) का कट ऑफ बहुत नहीं गिरेगा क्योंकि पिछली बार 61.2 प्रतिशत सीटें अनारक्षित थीं वहीँ इस बार केवल 49 प्रतिशत सीटें अनारक्षित हैं. आरक्षित सीटों का कट-ऑफ अधिक तेज़ी से गिरेगा. उदाहरणस्वरुप एक अनुमान व्यक्त कर रहा हूँ -
1. UR : 690-695
2. SC : 575-580
yaar i a/c service matha bhuka diya hai. Bpsc ka to galti hai hi ki pt lene ke bad specialist post ko add kar diya hai nahi to aur bhi relevent subject wale log form bharte jisse kisi prakar ka koi lafra nahi hota. aur Mr jalaj kumar aap ko kya akashwani hui thi ki A/C service ka seat add hone wala hai jo apne apna subject badal diya. Waise kitne sare visayon me me aap nipun hai ki post dekh kar subject badal dete hai. aapke jaise mahan vidyarthiyon ki jay ho.
aur ha "kesh" to aap sirf is bat par bhi kar sakte hai ki kaise aapke jaise prachand vidwan ka itni sari seat hone ke bawjud is bar bpsc me selection nahi hua. Gavahi to hum sare blog wale de hi denge aap ke favour me. So "kesh" karne ki tayari shuru kijiye
@ abhishek raj nice work dude i support u , u are absolutely right..
Maine Bpsc ko kal mail bheja tha ki kitni vacancy hai aur result kab tak aayega.
BPSC ka jawab tha------
1) Vacancy-----1106
2) RESULT ------- WITHIN 10-15 DAYS.
U R RIGHT I HAVE GOT ALSO INFORMATION FROM BPSC THROUGH MAIL THAT RESULT WILL BE PUBLISH 10 DAYS...
Are bhai suna tha ki aaj BPSC me CUTOFF aur SEATS ko le kar meeting hone wala tha..! Koi updates ho to pl share kare.
Thanks.!
MOHAN JI aaj BPSC me CUTOFF aur SEATS ko le kar meeting hone wala tha..! Koi updates ho to pl share kare.
savi blogger se anurodh hai ki intervew se sambandhit question ab de...
mohan jee ye 24 dsp ka kya hai zara batane ka kast kare.aur aaj ke meeting ke bare main koi update.ho toh plz batain .
Kya mohan bhai any updates regarding seats,cuttoff,result
Bihar Public Service Commission inching towards the publication of much awaited 53rd 55th mains examination result.
The source close to the examination department of BPSC revealed that commission is ready with the merit list but some vacancy related confirmation is awaited from the various departments.
Earlier Patna High Court asked the explanation from BPSC about the recruitment of accounts officer without prior notification in ongoing recruitment excercise. These conditions delayed the result by a week which was expected to be released by 22 February, now it is expected to be declared by march first week.
Delayed in the recruitment process hampering the governments work as State has urgent need of officers for Blocks and district administration.
Total Number of Students appeared in 53rd -55th BPSC examination for more than 1200 post
Call karne par Bpsc ab yahi bata rahi hai ki result kabhi bhi diya ja sakata hai. Chairman, Secretary aur exam controller ke yaha call karne par yahi pata laga.
Mohanji result to 15/3 ko aa raha hai yadi court ki taraf se koi aranga nahi laga to.seats aur cuttoff ko lekar koi updates aaya hai kya aapke paas.
BPSC 53rd 55th Mains Result Is Expected To Be Declared By Coming Week
Post on 07,March 2013 11:00 AM
By - Mr. Om Singh
views 66 Bookmark and Share
PATNA: Wait is going to be over for about 14000 aspirants those appeared in the 53rd 55th Mains examination conducted by the BPSC in May-June 2012.
The source close to the BPSC confirms that commission is ready with result and it can be declared any time before end of upcoming week.
As per earlier estimates commission was working on the plans to release the mains result in tha last week of last month but because of some legal proceeding about the notification has delayed the result publication.
samir parimal
Mar 7 (2 days ago)
to bpscpat-bih
Sir,
Please let me me know about the following informations
1. Tentative date/month for publication of 53-55th BPSC (Mains) Exam
2. No. of total vacancies
3. What will be cut off for general candidates?
4. Tentative date of interview
5. How many boards will be set up for interview?
Waiting for your kind & positive response.
Thanks.
Bihar Public Service Commission Patna via nic.in
10:05 AM (1 hour ago)
to me
1. in about 10 days!
2. 1106
3. can't say
4. at least one month after the result
5. can't say
Pankaj sir ab is blog ko band kar dijiye. koi relevance nahi rah gaya hai.koi naya info de please. mana ki aap sabhi bhai jo is blog se jude hain, interview ki taiyari me lage hai per thoda raham hum jaiso per bhi to kijiye.good night.
app sabhi bhaiyon, jo patna me hain, se anurodh hai ki 14 tarikh ko high court aakar bpsc ka support karen aur usasey jald se jald badhi hui saari seaton ke aadhar par result prakashit karney ki maang kare...!
Kya mohan bhai aaj hc ne acc.ser ko nikal kar result publish karne ko kaha hai seats kya 1006 hi rahega.seats aur cuttoff pe koi updates hai to batayen.
Kya High Court ka faisla ho gaya? Kuch log to kah rahe the case 14 ko discuss hoga.
mohan g kuch updates dijiye
sabhi log result dekhne BPSC office chale gye kya?
dear friends coming hearing of the case is on 14.03.2013 at 2.15 pm. Abhi tak 28 ke bad hearing nahi hua hai. Case was filed in may 2012 by Binad Tiwary. Case no. is 10148/2012
Pls Pandeyjee give ur rol no.
Really It is shame for all the three organs,
KOE COURT KA DECISION NHI AAYA HAI AAJ....SAB RUMOUR HAI.....14 KO HI SUNWAI HOGI USKE BAD HI RESULT AAYEGA.
sachivalaya sahayak wala case bhi aaj ke liye laga tha, uska kya hua bhai log, any updates pls?
seat aur badhega ki nahi is par kuch update dijiye
sabhi log itne sust kyo ho gaye hai. ab to kush hone ka time aa raha hai ya to select hone se nahi to kam se kam intzar khatm hone se. so is blog ko kripaya jinda rakhiye.
kya yaar chandan singh tum hi koi jhatka dene wala info do, nahi to kam se kam koi gs ka topic chipka do blog par. bura mat maniho bhai.
bhai bhale hi matlab se sahi par is blog se hamara rishta jud gaya hai. isliye din ek post karne ka kast jarooor karen. isse tention thora kam hota hai.
Result ab 25 th march tak publish hoga.if 14 ko h c se permission milta hai to.
cutt-off ke baare me koi khabar ander se mil rahi hai ya nahi....
seats aur cutoff ka kuch hua?
saare friends, jo patna me hain, se anurodh hai ki kal 14 tarikh ko high court aakar bpsc ka support karen aur usasey jald se jald badhi hui saari seaton ke aadhar par result prakashit karney ki maang kare...!
time of hearing is 2.15 pm in mihir jha court
KAL SUNWAI HOGI AB....KAL KE LIYE SABKO BEST OF LUCK...
Dhanyawad Sathi Mitraji!
thoda vistar se batayen, aaj kya hua?
Kuchh nahi hua Gopal ji bas yahi hua ki ab es par kal sunwai hogi.....log bata rahen hain ki BPSC puri tyari ke sath kal court jayegi aur mamle ko suljha legi.....dekhiye kya hota hai..20 tak result v aa jane ke achchhe chances hain...ho sakta hai ki kuchh pahle v aa jaye.....
dhanyawad fir se, sathiji!
SATHI JI ! APKA AAJ KA UPDATE........ MUJHE BAHUT SHIDDAT SE INTEZAR HAI.....THANK U!
Aaj court me kuchh vishesh nahi hua hai.....Mihir ji ne BPSC se sawal kiye ki aaplogo ne AC service ki seat ko kyun shamil kiya?Espar BPSC ka jawab tha ki unhone aawshayak sansodhano ke sath badlaw kiya hai....Jab Judge saahab ne punh BPSC se puchha ki aapne jab AC service ko general kiya to es se sambandhit sabhi kagjat jama karen...BPSC ne aaj espar asmarthata jatai.
Agali hearing ka date 22 April ko diya ja raha tha par us din Bihar diwas hone ke karan punh 2 April kar diya gaye.HC ke sutron ke anusar es case me koe dam nhi hai agar BPSC aaj hi paper lekar gayi hoti to sara mamla khatm ho jata...aisi puri aasha hai ki 2 aApril ko pura mamla rafa -dafa ho jayega aur yah v ho sakta hai ki AC service ke 100 seat na hate.Punh ak bat AC searvice ke alawe kisi v anay badhi hue seat ko lekar case nahi hai....esliye ghabrane ki jarurat nahi hai......main samsya sachiwalay sahayak ke exam ko lekar tha AUR Judge mahoday us case ko lekar jhunjhlayen hue the....sachiwalaye sahayak ka mamla ab fanste ja raha hai.
22 March aaplog padhe...22 April galti se type ho gaya hai....sorry
Ok..sathi Mitra ji..Iska matlab ki result ab 2 april ke baad aayegi?
hello!
BPSC se puchha jana chahiye ki usne puri taiyari kar ke kyo nahi aata hai.Yaha ek-ek din katna muskil ho raha hai, aur 18 din bad sunvayee hogi, pata nahi us din kya hoga?
Authorities inside BPSC must be compelled to feel the extreme pressure of publishing the main exam result.
This can only be achieved through mass protest at the BPSC gate, meeting Governor, CM, and the BPSC Chairman and most importantly media trial of the matter.
These steps would definitely compel the BPSC advocate to appear before the honourable judge at the next hearing with all the relevant documents.
Examinees hailing from Patna have bigger role in this regard.
Don't forget JUSTICE DENIED IS JUSTICE DELAYED.
In my post the quotation must be read as JUSTICE DELAYED IS JUSTICE DENIED.
Mukesh Rai ji..
Ye sab aapke kaaran ho raha hai.
Aap Account service ko lekar itna touchy ho jate the.. ki humko lag raha tha ki nazar lag jayega ee result ko :)
Ab nazar utarne ke liye kaala dhaaga lagaana padega BPSC ke gate par.
pata nahi..BPSC ka councel itna imp. case me bhi bachcha ki tarah bina pencil rubber liye pariksha dene pahunch jata hai!!
hai teeno mishra jee, jha jee auro hamaar tiwari babu ke ghor matthha karal ba ho....
Gopal Ji hum bhi kafi disappointed hai. Hum toh chahte hai ki Bpsc bina accounts service ke hi ab result nikal de. Kam se kam pata toh chale ki hum in hai ya out. Agar list se bahar hai tab kuchh aur karenge.
Abhi toh kahi ke nahi hai. Aur yeh surprising hai ki Vakil sahab saare document lekar nahi pahuche. Yeh shayad "HUM TOH PERMANENT HAI,MERA KYA KAR LOGE" wala attitude hai.
aap theek kah rahe hain Mukeshji ya shaayad isme bhi kuchh khaas logon ki "door drishti" ho!! pata nahi.
bera garak ho in teeno tiwary baba (petitioner), jha jee (aadarniya judge sahab) aur mishra jee (haramkhor BPSC's counsel) ka......!
SABSE KHARAB BIHARI
BINOD KUMAR TIWARY
SAI BABA SABKA BHALA KARENGE,
ISKO PADHANE KE BAAD HO SAKE TO UNKA DARSHAN JARUR KIJIYE,
JO KAR CHUKE HAI WO BOUQUET KA INTEJAR KIJIYE.
JAI SAI RAM!
kyo bhai log, batchit kyo band kr diya gaya? bpsc& hc ko jo karna hai wo to karega hi, humlog km se km barchit jari rakhe.
BPSC MAINS KA RESULT AB JUNE SE PEHLE NAHI AA RAHA HAI .SO AB CHILL MAARIYE .......TIWARI JEE NE SAB KE LIYE PROBLEM CREATE KAR DEE HAI ....BHALA HO TIWARI JEE KA
court ka matter hone ke bad bpsc me aaur seat badhegi.........
Seat badhne ki bhi jankariyan ruk gayi hain
Mukeshji,Mohanji,Alok ji,Sathiji...kam se kam seato ke baare me v to khabar dete rahiye..
Ye High Court ne Seato ke badhne pe to stay nahi lagaya hoga na ??
Gopal ji aajkal sablog facebook par hain. Waha Bpsc ke 4-5 groups hain,sab wahin par hain. Seat shayad education ki add ho jaye. Dsp vigilance ki seat ke bhi add hone ke chances hai. Seat par bhi abhi kuchh clear nahi hai. Sabka dhyan toh abhi result par hi hai.
bpse se pata chala hai ki Dy sp ka 35 Lakh evm merrit list aane ke liye 25 se 30 Lakh me boli lagai ja rahi hai,kya ye sahi hai?
haa jyoti jee aapki baat me kaafi dam hai ..............
Yeh sab afwah hai. Pichhla exam kafi fair hua tha aur iss baar bhi yahi hoga. Bpsc ko aaplog Bihar SSC se compare mat kijiye.
Thanx Mukeshji
ye FACEBOOK ka link bata dijiye.
After a very very long drought this blog has witnessed the cool shower of comments.But there should be no room for romours.Post only the genuine information.
bpsc.interviw@groups.facebook.com, bpscinterview@groups.facebook.com,
Yeh dono groups ke email address hain. aap inke through pata laga sakte hain. kuchh aur bhi hai jinka address mai neeche de raha hu.......
BPSCLSW@groups.facebook.com,
JPSC ne apne site par MAINS (4th JPSC ) ke scaling ka formula, Mains ka cut-off aur selected logo ka list jari kiya hai.
Dosto abhi tak JPSC ne un-scaled Marks ka cut-off Jari nahi kiya hai.
Lekin mere pass Jo DATA HAI JO wah unscaled marks ka cut-off bta rha hai------
Roll No. – 7102575 Name : Sunil Kumar Singh, Cat.: - GEN, Selected in Jharkhand Suchna Seva
D.O.B. – 31/01/1978.
UN-SCALED MARKS-----
Hindi – 39
G.S. – I & II – 98 – 68
HISTORY – I & II – 95 – 108
L.S.W – I & II – 120 – 128
TOTAL Un-Scaled Marks – 617
SCALED MARKS-----
G.S. – I & II – 98 – 68
HISTORY – I & II – 95 – 108 [ Tot- 203 Scaled Hokar – 347.844539 ]
L.S.W – I & II – 120 – 128 [ Tot- 248 Scaled Hokar – 346.697041 ]
TOTAL Scaled Marks – 860.541580 + INTERVIEW – 130 GRAND TOTAL – 990.54158
Saaf hai 4th JPSC ke Written main 617 se kam number lane walo ko General Category main Interview Dene ka mauka mila kyoki JPSC apne site par Written ka cut-off marks General Category main 839.299012 (scaled) show kar rha hai.
Jabki upper wale bhai sahab ( Sunil Kr. Singh) ka jo grand Total hai wahi suchna seva ka cut-off 990.54158 hai.
KAHNE KA MATLAB HAI KE JHARKHAND MAIN 617 NUMBER LANE WALA CANDIDATE ANTIM ROOP SE SELECT HO GAYA, HA INTERVIEW MAIN ACCHA NUMBER LAYA.
https://www.facebook.com/groups/bpscinterview/
4th JPSC TOPPER (JAS) MARKS –
NAME – LEKHRAJ NAG
CAT. – BC-II (selected in General)
D.O.B – 25.02.1981
MARKS –
HINDI – 70
GS – 121-100 = 221
P.A. – 132-142 = 274 (SCALED – 391.023585)
NAGPURI – 151-157 = 308 (SCALED – 395.812529)
TOTAL UN-SCALED MARKS = 803
INTERVIEW = 115
TOTAL SCALED MARKS WITH INTERVIEW = 1122.836114
Please update about the hearing at high court on today.
As from my source the detail discussion will also continue till tomorrow at the court
Any update un this regard?
Post a Comment